PicsArt joker villain photo editing
picsart kya hota hai ?
Dost sabse pehele jante hain.
picsart ek adbhut photo editing app hai.
Koi bhi photo ko edit kar sakte hain.
Example ke liye photo background chenge, manipulation, background colour chenge, sketch, light effect, drawing,png, joker ,edit kar sakte hai.
ye sabhi android mobile me available hai.
Ye application apko play store par miljayega.
Agar apko picsart app download karna hai to niche link de dunga.
download kar ke use kar saktai hain.
to guys ab ham aapko jo bhi step by step bataa raha hun.
aap follow kijiye or joker photo editing kare.
Read also--picsart background chenge
Joker editing kese kare?
- guys pehele picsart application open kijiye.
- Apko ek photo chose karna hai .
- Jis photo ko app joker edit kar sakte .
- Plus icon ko click kijiye
- Edit photo ko click kare
- Photo select kare
- Tool icon me jaye
- Adjust me jaye
- Brightness amount kam kijiye
- Shadow ko badha dijiye
- Sticker pe click kijiye
- Search pe click kare
- Crack likhe ke search karo
- Crack icon ko face ka upara click kare
Or eraser kare,fir effects icon pe click kare .
B&w hicon pe click kare.fir eraser tool me jaye.fir invert pe click kare.crack ka asha face par brush kare.brush hone ka bad done kare.add photo select karo or ek joker ka ek png select kare .or face me eye,nose and mouth par select kare .or brush ko eye,nose and mouth par brush kare.hone ka bad photo ko save kare .ab hogeya joker photo editing
TUTORIAL
Read also--lightroom professional blue preset
FX Effects Ka Use
Friends ab baat karte hain.effects kaise use karna hai.or kon sa effect use karna hai.guys ham aapko jo bhi step bta rahai hain.aap bas follow kijiye.effect click kijiye.fir bahut sari effect milegia.apko last me jaan hai.colour wali ko select karana hai.Ab colour replace pai click kare.Plus wali icon ko background kai kisi ek colour pai rakh dain.Ab replace hue ki help sai apnai photo mai background colour ko change kijiye.
Lightroom preset download
Photo ko png me kese save kare?
Friends apko pehele ek photo chose karna hai.or cutout ka tool me jaana hai.fir outline ko select karna hai.apne hisab se size ko chota bada karan hai.or photo side me brush karna hai.fir upar icon ko done karna hai.or save karna hai.apka photo png me save ho jayega
Read also--picsart manipulation editing
PicsArt me eye colour audjest
Friends article ko pura read kijiye .Q ki read karne se hi apko pura jankari milega.apko picsart application open karna hai.or beauti ka icon ko click karna hai.or eye colour me jaana hai.uhanpe bahat sari colour apko milega.apene hisab se colour ko select kare.or eye par brush kare.fir apka eye colour audjest karke photo ko save kare
Picsart application download
The Conclusion
You can ask me all these questions in the comments box below, what kind of article do you want on the Pk ediz website, and I will answer them as soon as possible, Comment on how you liked this article
Thank you for visiting our website
0 Comments
Thanks for subscribe
Welcome to pkediz